Saturday 15 September 2012

shayari

shayari

Deep
okat na mery do kaudi
te main dil uche khaba nal la baitha…
tamana kar k usnu pawan di
sare duniya de gam aapne nam likha baitha…
us chan de kine premi ne
es gal nu kyun bhula baitha…
dekh dekh usde muskurande chehre nu
main aapna aap bhula baitha…
bhula sakda ni kadi usnu main
main zindgi usde naal likha baitha…
koi umeed na usde awan di
par “Deep” usnu ruh wich wsa baitha…….



Tenu pyar bahut mai karda haan…
Kade jazba tu pehchaan mera…
Teri khushi nu vekh ke khush hovan….
Te vaaran te jahaan mera….
Teri takni de naal katal hovan…..
Kade pura kar eh armaan mera….
Saun teri mai peeni chhad daan…
Je hath cho far lein jaam mera….
Je mere te tenu yakeen nahi….
Taan lai ja ek paigaam mera….
Siveyan de raakh cho fullan nu Shaan lavin….
Vekhin….hona haddiya te v naam tera…


Na thi jisko hamare pyaar ki kadar,
Ittefaq se usi ko chah rahe the hum,
Usi deeye ne jalaya hamare hathon ko,
Jisko hawa se bacha rahe the hum…
Jo na mil sakay wohi be-wafa
ye bari ajeeb si baat hai
jo chala gaya mujhay chor ker
wohi aaj tak meray saath hai
karay pyar…lub pay gila na ho
ye kisi kisi ka naseeb hai
ye karam hai os ka jafa nahe
woh juda bhi reh ker kareeb hai
wohi aankh hai meray ru ba ru
usi haath main mera haath hai
mera naam tak jo na lay saka
jo mujhay qaraar na day saka
jisay ikhtiyar tou tha magar
mujhay apna pyar na day saka
wohi shakhs meri talaash hai
wohi dard meri hayat hai
Jo na mil sakay wohi be-wafa
ye bari ajeeb si baat hai
jo chala gaya mujhay chor ker
wohi aaj tak meray saath hai.
EK BAHANE SE AAPKO S.M.S KARTE HAIN,
HR PAL AAPKI KAMI KA EHSAAS KARTE HAIN,
ITNI BAAR AAP SAANS BHI NA LETE HONGE,
JITNI BAAR HUM AAPKO YAAD KIYA KARTE HAIN.
Dil kay kisi bhi koney mein jhaank lee jiye
Her taraf apki yaad basai beythey hein
Her sheesha tour dena chahtey hein hum
Her sheeshey mein ap hi ap dekhai deytey hein
Jab bhi baarish hoti hai yahan per
Apke sung guzerey un bheegtey paloun ko yaad kertey hein
Vo jag.Aain jahan chup chup kay mila kertey thay dono
Vo rastey ab hamein sadaain deytey hein
Jahan ki thi apne iqrar-e-muhabbat hamse
Vo jagah dekh ker dil hi mein zaar zaar rotey hein
Kash kay wohi daur laut aye kabhi
Aye zindagi! tujhe waisey hi hasee.n dekhna chahtey hein




amunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta,
tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera,
har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa…….
Aye Musafir hum bhi chale thae kabhi un raho par,
sajae thae humne bhi ankho ke saajh par kuch sapne.
Lut gaye hum unhi se joh thaey kabhi mere apne…
zaraa palat kar to dekh lete,
hum wahi khade the,
pal do pal to aap muskura lete,
to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Dono aankhon mein ashq diya karte hain,
Hum apni neende tere naam kiya karte hain.
Jab bhi palak jhapke tumhari
samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hain…
maana ye waqt hume yaad karne ka nahin
par waqt be waqt kabhi yaad kar liya karo .
maana puri dunia aap kay pass hai,
Kabhi humari kami kaa ahsas kar liya karo.
Tanhai Mein Faryad To Kar Sakte Hai,
Virane Ko Abaad To Kar Sakte Hai,
Kya Hua Aapse Mil Nahi Sakte,
Par Aapko Yaad To Kar Sakte Hai.
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake roye,
Teri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake roye….
Ek tera hi naam tha jise hazaar baar tha likha
Jise khush hue the likhkar use mita mitake roye…….
apne apne andaz hote hain,
Jagti aankhon main bhi khwaab hote hain..
Zaroori nahin ki gam main nikle aansu,
Muskurati aankhon main bhi sailab hote hain

No comments:

Post a Comment